INTERNET KI AMAZING JANKARI AUR INTERESTING FACT URDU ME
Internet Ki Amazing Jankari Aur Interesting Fact Hindi me
“Internet” is word se sayad hi koi Anajaan hoga! Jab se intenet aya hai tab se puri dunia ka Najariya hi badal gya hai. Internet ke ane ke baad bahut se kaam Asan ho gye hai. Yadi aap bhi internet Use karte hai to Jara sochiye ki yadi Internet nahi hota tab aapka kya hota aap apne information kaha par jaa kar dudhte aur bahut se apne kaam internet ke bina kaise karte, Facebbok aur twitter jaise social media Website nahi hota tab aap apne dosto ke contact me kaise rahte.
aaj ke time me internet ke bina rahana bahut hi muskil hai. Kull mila kar internet ke Ane se hamare Jiwan me bahut Changing ayi hai Jaise Internet ke hone Se hum apna jyada se jyada kaam ghar par bhaith kar hi kar lete hai.
Internet ki madad se ham:
Online Shopping kar sakte haiOnline Mobile Recharge kar sakte haiOnline paise kama sakte haiOnline koi bhi jankari le sakte haiExam ke Result online dekh sakte haiDosto se jude rha sakte hai Internet ki madad se
Ye baat bhi Such hai ki agar internet nahi hota tab aap hindimehelp ye post bhi nahi padh rahe hote. In hi sabhi ko dekh kar mai aaj aapko internet ke kuch amazing fact ke bare me Bataoga. ye sabhi fact bahut hi intresting hai aur aapko in fact ke bare me janane me bahut maza ayega..
Internet Ke Bare Me Amazing or Interesting Fact
Fact 1: Internet par First website 6 august 1991 ko online hua aur uss website ka naam “info.cern.ch” tha.
Fact 2: Internet par 800 million se bhi jyada Website hai aur unme se 350 million se bhi jyada Blog hai.
Fact 3: Internet par 5000 se bhi jyada New domain Every Hour aur 45million per year registered hote hai..
Fact 4: Puri dunia me Jitne log rahte hai unme se 40% log internet ka Prayog karte hai.
Fact 5: Internet par 3000 se bhi jyada website har ek Din Hack hota hai.
Fact 6: Youtube par pahla video “meet at zoo” ke naam se 23 april 2005 ko Jawed Karim ke dwara upload kiya gaya tha..
Fact 7: Youtube par har ek secound me 100000 se bhi jyada video dekha jata hai.
Fact 8: Youtube par sabse jyada baar dekha gya video hai “Gangnam Style” Jisko abhi tak 2,573,367,187 se bhi jyada baar dekha gya hai.
Fact 9: Twitter ki Kuch bate
Twitter par pahla tweet 21st march 2006 ko Jack Dorsey ke dwara kiya gaya tha.Twitter par 310M Users haiTwitter par 1B Monthly Traffic hai83% active use hai Twitter par3800 log kaam karte hai Twitter me35+ se jada jagha Twitter ka Office hai40+ se jada language support karta hai twitter
Fact 10: India me 25 crore se bhi jayda log Internet ka prayog karte hai.
Fact 11: Mark Zuckerberg(Founder Of Facebook) ke Original Facebook profile number id 4 hai.
Fact 12: Internet par First Email 1971 koRay Tomlinson ke dawra send kiya gaya tha..
Fact 13: Internet par pahla Registed Domain Name symbolics.com hai.
Fact 14: Facebook par har 1 secound me 50000 se bhi jyada “Like” kiye jate hai.
Fact 15: Internet par 37% se bhi jyada Porn Website hai.
Fact 16: Whatsapp par Har ek Secound ne 250000 se bhi jyada Msg Send kiye jate hai.
Fact 17: Google Adwords me sabse mhaga Keyword hai “insurance”
Fact 18: Aaj Internet 9049 purana ho gaya hai.. Is site par check kare kitne purana hai Internet howoldistheinter.net
Fact 19: tumblr ki kuch Bate
294.9+ Million blogs hai133.9+ Billion posts hai375 log kaam karte hai tumblr me
Fact 20: Sabse Phela Email 1971 by Ray Tomlinson ne khud ko send kiya tha.
Fact 21: Gmail par Fast login karne ka World Record 1.16 seconds ka hai.
Fact 22: Google 2004 me aesa dikhta tha
Google ke Interesting Facts jo aapko nahi pata hogeGoogle ham par kaise najar rakhta hai uski jankari
Fact 23: Aaj ki tarik me Internet Computer se jada Mobile par chalaya ja raha hai.
Firends wese to lakho facts hoge par unme se ye Kuch Interesting Facts hai, Aapko ye kese lage ya aapko koi interesting Fact pata ho Internet ke bare me to Comment me jarur bataye..
Ye Bhi Pade:
101 Most Usefull Website ki Jankari Hindi Me5 Badiya Website Free Online Movie Dekhne ke LiyeWebsite banane ke liye kya kya ChaiyeOLX or QUIKR se Paise kaise kamate hai Jane Hindi Me